Khana ek bahaana hain, Milna zaroori hain
aap bhulaye ya hum, yeh dooriyan kam karna hain

is ghar ka koyee atha-patha nahin hain
pyar iski pehchaan hain, ummeed iski nishani hain

naa dastak zaroori, na awaaz dena
is ghar ka darwaza hamesha khula hain

aapne kaha, masala kum aur cheeni jyada
hum kehte hain, sharmana kum aur baatein jyada

hamara ghar ka bas ek hi usool hain,
Kaali pet aana magar barpoor khake jaana !!