dard ne mulaqaat karvaya humara tumhara,
dard ke maare mohajir they hum dono
dard ne humare adure se zindagi ko ek sunehra sa rishtha bent diya
dard se fariyaad kiya kayee baar, tumse janm-janm ka naatha tho nahin hamara
dard se shikwa bhi kiya, kyon humein apna shagird banane ka taan liya

phir dard ne muskurathe hua kaha,
kyon kushi ka peecha karte ho,
kushi ka kya, woh bhi tho mere aas paas hi batakthi rehti hain !